Tumhara sath.........
tumhara sath .....bite hue pal
jyon failtee sughandh
un yado ki
jivan ke shashawat kshan
manoram upwan
tumara sath....
bhigta palaash
pal pal ki mahak
tumhara sath .....bite hue pal
jyon failtee sughandh
un yado ki
jivan ke shashawat kshan
manoram upwan
tumara sath....
bhigta palaash
pal pal ki mahak
sagar mai killorati
lahron ka sang
tumhara sath,,,
ek chhanv
tanik vishram
palkon mai chharta prakash
madhuvani vasant
tumahara sath.................
tod kar man
jodti parimal maalaain
rat ka uphas fir bhi
bela ki ghandh
tumhara sath....
bhigti bayaro mai
natkhat.. juhi ki bat
avyakat vedna ao
harsh ka sang
tumahara sath..........
aansuon ka sailaab
tadapti peeda ka anubhav
mano dil per rakhi kitab
tumahra sath.........
nabh se aata koi prakash
swapnil naino mein madhu aabh
jyon jivan bher ka pyar
tumahra saath...................
..
katha ka koi karun prasang
katu anubhav
digbhramit maan
pighhalta vishad
yahi jivan ka upkram
tumahra saath..................
samajhh me aaye na kuchh rah
aag me tapne do unmad
samaya ka anupam
saj srangar
samay ki sadhi hui
ek seekh
ismit meethhi se phatkar
jhankte nayano ka sparsh
gati ki aviral bane pukar
tumahra saath......................... ......
lahron ka sang
tumhara sath,,,
ek chhanv
tanik vishram
palkon mai chharta prakash
madhuvani vasant
tumahara sath.................
tod kar man
jodti parimal maalaain
rat ka uphas fir bhi
bela ki ghandh
tumhara sath....
bhigti bayaro mai
natkhat.. juhi ki bat
avyakat vedna ao
harsh ka sang
tumahara sath..........
aansuon ka sailaab
tadapti peeda ka anubhav
mano dil per rakhi kitab
tumahra sath.........
nabh se aata koi prakash
swapnil naino mein madhu aabh
jyon jivan bher ka pyar
tumahra saath...................
..
katha ka koi karun prasang
katu anubhav
digbhramit maan
pighhalta vishad
yahi jivan ka upkram
tumahra saath..................
samajhh me aaye na kuchh rah
aag me tapne do unmad
samaya ka anupam
saj srangar
samay ki sadhi hui
ek seekh
ismit meethhi se phatkar
jhankte nayano ka sparsh
gati ki aviral bane pukar
tumahra saath.........................
बहुत अच्छी कविता है...हिंदी में लिखना शुरू कीजिए....
जवाब देंहटाएं